Papeehaa re, mere piyaa se kahiyo jaay

पपीहा रे, मेरे पिया से कहियो जाय्
Work
Year
Language

ंअले Vओइcए?
पपीहा रे
मेरे पिया से कहियो जाय -2

मैं हूँ कितनी पास पिया के
फिर भी कितनी दूर -2
एक नदी के दो किनारे -2
मिलने से मजबूर
हाय
मिलने से मजबूर
पलक-झरोखे अंखियाँ देखें
निस-दिन आस लगाये -2
पपीहा रे -3
मेरे पिया से कहियो जाय -2

आज किधर मैं चली अकेली
काँप रही मेरी जीवन बेली
आज किधर मैं चली अकेली
अगर मेरा दीपक बुझ जाये
किसी पेड़ के नीचे
प्यारे पपीहा सजन से कहना -2
उनका दामन खींचे -2
तेरे याद में राधा मर गई
दिल का दर्द छुपाये -2

पपीहा रे -3
मेरे पिया से कहियो जाय -2

ṅale Voice?
papīhā re
mere piyā se kahiyo jāy -2

maiṅ hūṇ kitnī pās piyā ke
phir bhī kitnī dūr -2
ek nadī ke do kināre -2
milne se majbūr
hāy
milne se majbūr
palak-jharokhe aṅkhiyāṇ dekheṅ
nis-din ās lagāye -2
papīhā re -3
mere piyā se kahiyo jāy -2

āj kidhar maiṅ chalī akelī
kāṇp rahī merī jīvan belī
āj kidhar maiṅ chalī akelī
agar merā dīpak bujh jāye
kisī peṛ ke nīche
pyāre papīhā sajan se kahnā -2
unkā dāman khīṅche -2
tere yād meṅ rādhā mar gaī
dil kā dard chhupāye -2

papīhā re -3
mere piyā se kahiyo jāy -2