पंथी हूँ मैं उस पथ का, अंत नहीं जिसका
पंथी हूँ मैं उस पथ का
अंत नहीं जिसका
आस मेरी है जिसकी दिशा
आधार मेरे मन का
संगी साथी मेरे
अंधियारे उजियारे
मुझको राह दिखायें
पलछिन के फुलझारे
पथिक मेरे पथ के सब तारे
और नीला आकाश
पंथी …
इस पथ पर देखे कितने
सुख दुख के मेले
फूल चुने कभी खुशियों के
कभी काटों से खेले
जाने कब तक चलना है
मुझे इस जीवन के साथ
पंथी …
paṅthī hūṇ maiṅ us path kā
aṅt nahīṅ jiskā
ās merī hai jiskī diśhā
ādhār mere man kā
saṅgī sāthī mere
aṅdhiyāre ujiyāre
mujhko rāh dikhāyeṅ
palchhin ke phuljhāre
pathik mere path ke sab tāre
aur nīlā ākāśh
paṅthī …
is path par dekhe kitne
sukh dukh ke mele
phūl chune kabhī khuśhiyoṅ ke
kabhī kāṭoṅ se khele
jāne kab tak chalnā hai
mujhe is jīvan ke sāth
paṅthī …