पन्ना की तमन्ना है के हीरा मुझे मिल जाए
पन्ना की तमन्ना है के हीरा मुझे मिल जाए
चाहे मेरी जान जाए, चाहे मेरा दिल जाए
हीरा तो पहले ही किसी और का हो चुका
किसी की मदभरी आँखों में खो चुका
यादों की बस धूल बन चूका दिल का फूल
सीने पे मैं रख दूँ जो हाथ फिर खिल जाए
दिल तो देते हैं, लेते हैं लोग कई बार
हुआ क्या, किसी से किया था तुमने प्यार
यादों को छोड़ दे, वादों को तोड़ दे
अपनी जगह से कैसे परबत हिल जाए
भूला ना मेरे दिल को कभी जिसका ख़याल
हो सके तो उसे मेरे दिल से तू निकाल
ना करूँ मैं ये काम, तो नहीं मेरा नाम
बातों से ये जख्म-ए-जिगर कैसे सील जाए
pannā kī tamannā hai ke hīrā mujhe mil jāe
chāhe merī jān jāe, chāhe merā dil jāe
hīrā to pahle hī kisī aur kā ho chukā
kisī kī madabhrī āṇkhoṅ meṅ kho chukā
yādoṅ kī bas dhūl ban chūkā dil kā phūl
sīne pe maiṅ rakh dūṇ jo hāth phir khil jāe
dil to dete haiṅ, lete haiṅ log kaī bār
huā kyā, kisī se kiyā thā tumne pyār
yādoṅ ko chhoṛ de, vādoṅ ko toṛ de
apnī jagah se kaise parbat hil jāe
bhūlā nā mere dil ko kabhī jiskā khayāl
ho sake to use mere dil se tū nikāl
nā karūṇ maiṅ ye kām, to nahīṅ merā nām
bātoṅ se ye jakhm-e-jigar kaise sīl jāe