पनघट पे देखो आई मिलन की बेला
र: ( पनघट पे देखो आई मिलन की बेला
को: ला ) -2
र: ठुमक-ठुमक राधे चोरी-चोरी आई
को: ओ जी जी जी जी जी जी जी
र: सखियों से पूछे कित छुपे हैं कन्हाई
को: ओ जी जी जी जी जी जी जी
र: हाय बन्सी की धुन सुन सुध बिसराई
को: ओ जी जी जी जी जी जी जी
र: मन हुआ बावरा नहीं मनाये माने रे
पनघट पे देखो आई मिलन की बेला
को: ला
गी: ओ
रूप ये किसका है तेरे
मेरे मन को भा गया -2
कौन ये नैनों में मेरे
रंग बन के छा गया
छा गया रे छा गया
कोई गुप-चुप गुप-चुप गाये
ह्रिदय में चुपके चुपके चुपके
धड़कन में बसता जाये
रे चुपके चुपके चुपके चुपके
मन हुआ बावरा नहीं मनाये माने रे
कुंजन में देखो आई मिलन की बेला
ओ
आज नैनों में किसी के
मेरी दुनिया खो गई -2
हो गया मेरा कोई
और मैं किसी की हो गई
हो गई रे हो गई
( झन झनन झनन लहराई
पायलिया मोरी मोरी मोरी ) -2
मैं पिया से मिलने आई रे
चोरी चोरी चोरी चोरी
मन हुआ बावरा नहीं मनाये माने रे
कुंजन में देखो आई मिलन की बेला
को: ओ जी जी जी जी जी जी जी
र: मन हुआ बावरा नहीं मनाये माने रे
पनघट पे देखो आई मिलन की बेला
को: ला
र: बेला
को: ला
ra: ( panghaṭ pe dekho āī milan kī belā
ko: lā ) -2
ra: ṭhumak-ṭhumak rādhe chorī-chorī āī
ko: o jī jī jī jī jī jī jī
ra: sakhiyoṅ se pūchhe kit chhupe haiṅ kanhāī
ko: o jī jī jī jī jī jī jī
ra: hāy bansī kī dhun sun sudh bisrāī
ko: o jī jī jī jī jī jī jī
ra: man huā bāvrā nahīṅ manāye māne re
panghaṭ pe dekho āī milan kī belā
ko: lā
gī: o
rūp ye kiskā hai tere
mere man ko bhā gayā -2
kaun ye nainoṅ meṅ mere
raṅg ban ke chhā gayā
chhā gayā re chhā gayā
koī gup-chup gup-chup gāye
hriday meṅ chupke chupke chupke
dhaṛkan meṅ bastā jāye
re chupke chupke chupke chupke
man huā bāvrā nahīṅ manāye māne re
kuṅjan meṅ dekho āī milan kī belā
o
āj nainoṅ meṅ kisī ke
merī duniyā kho gaī -2
ho gayā merā koī
aur maiṅ kisī kī ho gaī
ho gaī re ho gaī
( jhan jhanan jhanan lahrāī
pāyliyā morī morī morī ) -2
maiṅ piyā se milne āī re
chorī chorī chorī chorī
man huā bāvrā nahīṅ manāye māne re
kuṅjan meṅ dekho āī milan kī belā
ko: o jī jī jī jī jī jī jī
ra: man huā bāvrā nahīṅ manāye māne re
panghaṭ pe dekho āī milan kī belā
ko: lā
ra: belā
ko: lā