Panchhee banoon urtee phiroon mast gagan men

पंछी बनूँ उड़ती फिरूँ मस्त गगन में
Year
Language

पंछी बनूँ उड़ती फिरूँ मस्त गगन में
आज मैं आज़ाद हूँ दुनिया की चमन में

(हिल्लोरी हिल्लोरी …) ओ … ओहो

ओ मेरे जीवन में चमका सवेरा
ओ मिटा दिल से वो ग़म का अँधेरा
ओ हरे खेतों में गाए कोई लहरा (???)
ओ यहाँ दिल पर किसी का न बैरा
रँग बहारों ने भरा मेरे जीवन में -2
आज मैं आज़ाद हूँ दुनिया की चमन में
पंछी बनूँ …

आ …
ओ दिल ये चाहे बहारों से खेलूँ
ओ गोरी नदिया की धारों से खेलूँ
ओ चाँद सूरज सितारों से खेलूँ
ओ अपनी बाहों में आकाश ले लूँ
बढ़ती चलूँ गाती चलूँ अपनी लगन में -2
आज मैं आज़ाद हूँ दुनिया की चमन में
पंछी बनूँ …

(हिल्लोरी हिल्लोरी …)

ओ मैं तो ओड़ूँगी बादल का आँचल
ओ मैं तो पहनूँगी बिजली की पायल
ओ छीन लूँगी घटाओं से काजल
ओ मेरा जीवन है नदिया की हलचल
दिल से मेरे लहरें उठें ठण्डी पवन में -2
आज मैं आज़ाद हूँ दुनिया की चमन में
पंछी बनूँ …

paṅchhī banūṇ uṛtī phirūṇ mast gagan meṅ
āj maiṅ āzād hūṇ duniyā kī chaman meṅ

(hillorī hillorī …) o … oho

o mere jīvan meṅ chamkā saverā
o miṭā dil se vo ġham kā aṇdherā
o hare khetoṅ meṅ gāe koī lahrā (???)
o yahāṇ dil par kisī kā na bairā
rṇg bahāroṅ ne bharā mere jīvan meṅ -2
āj maiṅ āzād hūṇ duniyā kī chaman meṅ
paṅchhī banūṇ …

ā …
o dil ye chāhe bahāroṅ se khelūṇ
o gorī nadiyā kī dhāroṅ se khelūṇ
o chāṇd sūraj sitāroṅ se khelūṇ
o apnī bāhoṅ meṅ ākāśh le lūṇ
baṛhtī chalūṇ gātī chalūṇ apnī lagan meṅ -2
āj maiṅ āzād hūṇ duniyā kī chaman meṅ
paṅchhī banūṇ …

(hillorī hillorī …)

o maiṅ to oṛūṇgī bādal kā āṇchal
o maiṅ to pahnūṇgī bijlī kī pāyal
o chhīn lūṇgī ghaṭāoṅ se kājal
o merā jīvan hai nadiyā kī halchal
dil se mere lahreṅ uṭheṅ ṭhaṇḍī pavan meṅ -2
āj maiṅ āzād hūṇ duniyā kī chaman meṅ
paṅchhī banūṇ …