पंछी बन में पिया पिया गाने लगा
पंछी बन में पिया पिया गाने लगा
सखी हाथों से दिल मेरा जाने लगा
सुन पापी की धून मेरा धड़के है जी
मिले नैना किसीसे हुई मैं बावरी
मज़ा जीने का अब मुझे आने लगा
गयी तनमन मैं हार, लड़ी ऐसी नज़र
दिल दे के रही ना मुझे अपनी खबर
मेरा नन्हा सा जिया बलखाने लगा
paṅchhī ban meṅ piyā piyā gāne lagā
sakhī hāthoṅ se dil merā jāne lagā
sun pāpī kī dhūn merā dhaṛke hai jī
mile nainā kisīse huī maiṅ bāvrī
mazā jīne kā ab mujhe āne lagā
gayī tanaman maiṅ hār, laṛī aisī nazar
dil de ke rahī nā mujhe apnī khabar
merā nanhā sā jiyā balkhāne lagā