Panchhee ban men piyaa-piyaa gaane lagaa

पंछी बन में पिया-पिया गाने लगा
Work
Year
Language

पंछी बन में
पंछी बन में पिया-पिया गाने लगा
पंछी बन में
सखी हाथों से हाय
सखी हाथों से
सखी हाथों से दिल मेरा जाने लगा

पंछी बन में
पंछी बन में पिया-पिया गाने लगा
पंछी बन में

सुन पापी की धुन -2
सुन पापी की धुन मेरा धड़के है जी
हो मेरा धड़के है जी
मिले नैना किसी से हुई मैं बावरी
हो मिले नैना किसी से हुई मैं बावरी
मज़ा जीने का हाय मज़ा जीने का
मज़ा जीने का अब मुझे आने लगा

पंछी बन में
पंछी बन में पिया-पिया गाने लगा
पंछी बन में

गई तन-मन मैं हार -2
गई तन-मन मैं हार लड़ी ऐसी नज़र
हो लड़ी ऐसी नज़र
दिल दे के रही न मुझे अपनी ख़बर
हो दिल दे के रही न मुझे अपनी ख़बर
मेरा नन्हा सा हाय मेरा नन्हा सा
मेरा नन्हा सा जिया बल खाने लगा

पंछी बन में
पंछी बन में पिया-पिया गाने लगा
पंछी बन में

paṅchhī ban meṅ
paṅchhī ban meṅ piyā-piyā gāne lagā
paṅchhī ban meṅ
sakhī hāthoṅ se hāy
sakhī hāthoṅ se
sakhī hāthoṅ se dil merā jāne lagā

paṅchhī ban meṅ
paṅchhī ban meṅ piyā-piyā gāne lagā
paṅchhī ban meṅ

sun pāpī kī dhun -2
sun pāpī kī dhun merā dhaṛke hai jī
ho merā dhaṛke hai jī
mile nainā kisī se huī maiṅ bāvrī
ho mile nainā kisī se huī maiṅ bāvrī
mazā jīne kā hāy mazā jīne kā
mazā jīne kā ab mujhe āne lagā

paṅchhī ban meṅ
paṅchhī ban meṅ piyā-piyā gāne lagā
paṅchhī ban meṅ

gaī tan-man maiṅ hār -2
gaī tan-man maiṅ hār laṛī aisī nazar
ho laṛī aisī nazar
dil de ke rahī na mujhe apnī khabar
ho dil de ke rahī na mujhe apnī khabar
merā nanhā sā hāy merā nanhā sā
merā nanhā sā jiyā bal khāne lagā

paṅchhī ban meṅ
paṅchhī ban meṅ piyā-piyā gāne lagā
paṅchhī ban meṅ