Pahlee nazar men hamne to apnaa

पहली नज़र में हमने तो अपना
Year
Language

पहली नज़र में हमने तो अपना
दिल दे दिया था तुमको
पर तुमने देर लगाई
रुक-रुक के बात बढ़ाई

देखा तुम्हें तो हमने
सबसे नज़र उठा ली
खोने की चीज़ खो ली
पाने की चीज़ पा ली
हो, ओ सीधे न सही
घूम के सही मिल तो गये हैं
ला ला ला ला ला …
पहलि नज़र में हमने …

हमने तुम्हारी खातिर
क्‌या-क्‌या किए बहाने
हो, ओ असान नहीं मोहब्बत
अब तो ये बात मानी
हो, ओ छोड़ा नहीं दम
जैसे भी हो हम मिल तो गए हैं
ला ला ला ला ला
पहलि नज़र में हमने …

लिखा था आस्मां पर
यूँ ही ये खेल होना
पहले नज़र उलझना
फिर दिल का मेल होना
हो, ओ छोड़ो ये गिले
जैसे भी मिले … मिल तो गये हैं
ला ला ला ला ला …
पहलि नज़र में हमने …

pahlī nazar meṅ hamne to apnā
dil de diyā thā tumko
par tumne der lagāī
ruk-ruk ke bāt baṛhāī

dekhā tumheṅ to hamne
sabse nazar uṭhā lī
khone kī chīz kho lī
pāne kī chīz pā lī
ho, o sīdhe na sahī
ghūm ke sahī mil to gaye haiṅ
lā lā lā lā lā …
pahli nazar meṅ hamne …

hamne tumhārī khātir
k‌yā-k‌yā kie bahāne
ho, o asān nahīṅ mohabbat
ab to ye bāt mānī
ho, o chhoṛā nahīṅ dam
jaise bhī ho ham mil to gae haiṅ
lā lā lā lā lā
pahli nazar meṅ hamne …

likhā thā āsmāṅ par
yūṇ hī ye khel honā
pahle nazar ulajhnā
phir dil kā mel honā
ho, o chhoṛo ye gile
jaise bhī mile … mil to gaye haiṅ
lā lā lā lā lā …
pahli nazar meṅ hamne …