Pahle paisaa phir bhagvaan baaboo dete jaanaa

पहले पैसा फिर भगवान बाबू देते जाना
Work
Year
Language

पहले पैसा फिर भगवान बाबू देते जाना दान
ओ देते जाना अठन्नी या चवन्नी बाबू आना दो आना

टिकट स्वर्ग की बेच रहा है ये अन्धी आँखों वाला
थोड़ी सी हैं सीटें बाकी जल्दी करना लाला
अरे तू दो दिन का मेहमान अपनी मंज़िल को पहचान
देते जाना …

( जनम-जनम का पाप दान के ) -2 साबुन से धुल जाए
यहाँ जो देवे एक लंगोटी वहाँ पे बिस्तर पाए -2
अरे क्‌या सोच रहा नादान ये सौदा कितना है आसान
देते जाना …

वाह रे मेरे मालिक तेरी न्यारी लीला
तू भी दर्शन उसी को देवे करे जो खीसा ढीला
मैं हूँ मालिक का दरबान कर लो मुक्‌ति का सामान
देते जाना …

pahle paisā phir bhagvān bābū dete jānā dān
o dete jānā aṭhannī yā chavannī bābū ānā do ānā

ṭikaṭ svarg kī bech rahā hai ye andhī āṇkhoṅ vālā
thoṛī sī haiṅ sīṭeṅ bākī jaldī karnā lālā
are tū do din kā mehmān apnī maṅzil ko pahchān
dete jānā …

( janam-janam kā pāp dān ke ) -2 sābun se dhul jāe
yahāṇ jo deve ek laṅgoṭī vahāṇ pe bistar pāe -2
are k‌yā soch rahā nādān ye saudā kitnā hai āsān
dete jānā …

vāh re mere mālik terī nyārī līlā
tū bhī darśhan usī ko deve kare jo khīsā ḍhīlā
maiṅ hūṇ mālik kā darbān kar lo muk‌ti kā sāmān
dete jānā …