Pahle pahl

पहले पहल
Work
Year
Language

तुम जो पास आ गए, हम जो शरमा गए
राज-ए-दिल पा गए, तुम भी पहले पहल, हम भी पहले पहल

जब निगाहें मिली, दिल में कलियाँ खिली
जैसा लहरा गए, तुम भी पहले पहल, हम भी पहले पहल

वस्ल की रात में, हाथ है हाथ में
बात ही बात में, बात पहुँची कहाँ
एक मुलाकात में
देखा ये ख्वाब तो
दिल है बेताब तो, दोनो घबरा गए
तुम भी पहले पहल, हम भी पहले पहल

इश्क जंजीर है, इश्क एक तीर है
इश्क तकदीर है, इश्क एक ख्वाब है
इश्क ताबीर है
जिसका दिल नाम है
वह तो एक जाम है, जाम छलका गए
तुम भी पहले पहल, हम भी पहले पहल

tum jo pās ā gae, ham jo śharmā gae
rāj-e-dil pā gae, tum bhī pahle pahal, ham bhī pahle pahal

jab nigāheṅ milī, dil meṅ kaliyāṇ khilī
jaisā lahrā gae, tum bhī pahle pahal, ham bhī pahle pahal

vasl kī rāt meṅ, hāth hai hāth meṅ
bāt hī bāt meṅ, bāt pahuṇchī kahāṇ
ek mulākāt meṅ
dekhā ye khvāb to
dil hai betāb to, dono ghabrā gae
tum bhī pahle pahal, ham bhī pahle pahal

iśhk jaṅjīr hai, iśhk ek tīr hai
iśhk takdīr hai, iśhk ek khvāb hai
iśhk tābīr hai
jiskā dil nām hai
vah to ek jām hai, jām chhalkā gae
tum bhī pahle pahal, ham bhī pahle pahl