पहला नशा, पहला खुमार नया प्यार हैं नया इंतज़ार्
पहला नशा, पहला खुमार
नया प्यार हैं नया इंतज़ार
करलूँ मैं क्या अपना हाल
ऐ दिल-ए-बेक़रार मेरे दिल-ए-बेक़रार
तू ही बता
(उड़ता ही फिरूँ इन हवाओं में कहीं
या मैं झूल जाऊँ, इन घटाओं में कहीं ) - 2
एक करलूँ आसमान और ज़मीन
अब यारो क्या करूँ क्या नहीं
पहला नशा, पहला खुमार …
(उसने बात की, कुछ ऐसे ढंग से
सपने दे गया वो हज़ारों रंग के ) - 2
रह जाऊँ जैसे में हार के
और चूमे वो मुझे प्यार से
पहला नशा, पहला खुमार
नया प्यार हैं नया इंतज़ार
करलूँ मैं क्या अपना हाल,
ऐ दिल-ए-बेक़रार मेरे दिल-ए-बेक़रार,
तू ही बता
pahlā naśhā, pahlā khumār
nayā pyār haiṅ nayā iṅtazār
karlūṇ maiṅ kyā apnā hāl
ai dil-e-beqrār mere dil-e-beqrār
tū hī batā
(uṛtā hī phirūṇ in havāoṅ meṅ kahīṅ
yā maiṅ jhūl jāūṇ, in ghaṭāoṅ meṅ kahīṅ ) - 2
ek karlūṇ āsmān aur zamīn
ab yāro kyā karūṇ kyā nahīṅ
pahlā naśhā, pahlā khumār …
(usne bāt kī, kuchh aise ḍhaṅg se
sapne de gayā vo hazāroṅ raṅg ke ) - 2
rah jāūṇ jaise meṅ hār ke
aur chūme vo mujhe pyār se
pahlā naśhā, pahlā khumār
nayā pyār haiṅ nayā iṅtazār
karlūṇ maiṅ kyā apnā hāl,
ai dil-e-beqrār mere dil-e-beqrār,
tū hī batā