पायलिया हो हो हो ... तेरी पायलिया शोर मचाए
पायलिया हो हो हो
जिंद माहिया जिंद माहिया जाना मैं जाना तेरे साथ वे
पायलिया हो हो हो
तेरी पायलिया शोर मचाए नींद उड़ाए
मुझको पास बुलाए रब्बा हो
पायलिया हो हो हो …
आँखों में तेरे सपने होंठों पे तेरी बातें
ये दिन तो कट जाता है गुज़रती नहीं रातें
हाय कैसे मैं सुनाऊं जिया का तुझको हाल
कि याद नहीं मुझको महीना दिल साल
साँसों में बांधे साँसों का बंधन
तेरी पायल गोरी मेरे दिल की धड़कन
पायलिया गीत सुनाए …
मेरी पायल पे लिखा है दीवाने तेरा नाम
बाहों में तेरी बीते अब मेरी सुबह-ओ-शाम
जी कहता है मैं पायल बन जाऊं
इन गोरे गोरे पैरों की रंगत चुराऊं
ऐसी बातों से मुझको डर लागे
नाज़ुक होते हैं चाहत के धागे
पायलिया हो हो हो …
pāyliyā ho ho ho
jiṅd māhiyā jiṅd māhiyā jānā maiṅ jānā tere sāth ve
pāyliyā ho ho ho
terī pāyliyā śhor machāe nīṅd uṛāe
mujhko pās bulāe rabbā ho
pāyliyā ho ho ho …
āṇkhoṅ meṅ tere sapne hoṅṭhoṅ pe terī bāteṅ
ye din to kaṭ jātā hai guzartī nahīṅ rāteṅ
hāy kaise maiṅ sunāūṅ jiyā kā tujhko hāl
ki yād nahīṅ mujhko mahīnā dil sāl
sāṇsoṅ meṅ bāṅdhe sāṇsoṅ kā baṅdhan
terī pāyal gorī mere dil kī dhaṛkan
pāyliyā gīt sunāe …
merī pāyal pe likhā hai dīvāne terā nām
bāhoṅ meṅ terī bīte ab merī subah-o-śhām
jī kahtā hai maiṅ pāyal ban jāūṅ
in gore gore pairoṅ kī raṅgat churāūṅ
aisī bātoṅ se mujhko ḍar lāge
nāzuk hote haiṅ chāhat ke dhāge
pāyliyā ho ho ho …