Oopar jaa ke yaad aaeen neeche kee baaten

ऊपर जा के याद आईं नीचे की बातें
Year
Language

जीना तो है पर ऐ दिल कहाँ -2
अरे बैठूँ तो नहीं मिलती है ज़मीं हो
मैं उड़ना चाहूँ तो है दूर आसमाँ

( नाराज़ कोई न कोई मेहरबाँ
न कहीं कोई बिजली न कोई आशियाँ ) -2
अरे बैठूँ तो …

जलता है बदन कहीं साया नहीं
किसी आँचल के बदले है सुलगता धुआँ
अरे बैठूँ तो …

jīnā to hai par ai dil kahāṇ -2
are baiṭhūṇ to nahīṅ miltī hai zamīṅ ho
maiṅ uṛnā chāhūṇ to hai dūr āsmāṇ

( nārāz koī na koī meharbāṇ
na kahīṅ koī bijlī na koī āśhiyāṇ ) -2
are baiṭhūṇ to …

jaltā hai badan kahīṅ sāyā nahīṅ
kisī āṇchal ke badle hai sulagtā dhuāṇ
are baiṭhūṇ to …