O suntaa jaa dil kaa naghmaa pyaar kee dhun par

ओ सुनता जा दिल का नग़्मा प्यार की धुन पर्
Work
Year
Language

ओ सुनता जा -2
दिल का नग़्मा प्यार की धुन पर ओ सितमगर
ओ सुनता जा …

तू है मेरे सामने तो आज की महफ़िल है जवाँ
जाने फिर आए ना आए बहारों का समाँ
ओ सुनता जा …

प्यार के इस खेल में दिल तेरा जाए ना जल
देख लहराती शमा हूँ तू भी परवाने संभल
ओ सुनता जा …

o suntā jā -2
dil kā naġhmā pyār kī dhun par o sitamgar
o suntā jā …

tū hai mere sāmne to āj kī mahafil hai javāṇ
jāne phir āe nā āe bahāroṅ kā samāṇ
o suntā jā …

pyār ke is khel meṅ dil terā jāe nā jal
dekh lahrātī śhamā hūṇ tū bhī parvāne saṅbhal
o suntā jā …