ओ सोणिये ओ दिलजानिये ... इसे खेल न समझो सनम्
ओ सोणिये ओ दिलजानिये
इसे खेल न समझो सनम जी मैने तुम्हें प्यार किया
तुम जैसी भी हो जो भी हो सनम जी मैने तुम्हें प्यार किया
ओ प्रिया ओ प्रिया
इसे खेल न समझो सनम …
मैने जिस दिन से थामा तेरा दामन सुहाना
छोड़ा सारा ज़माना मेरे साजना
मैने चाहा बहुत तुझे इतना न चाहूं
पर दिल ही न माना मेरे साजना
ओ सोणिये ओ दिलजानिये …
मैं भी जान-ए-जानां था कैसा अनजाना
तुझे न पहचाना तेरा दीवाना
दिल मेरा हाय सुनाए चला जाए
तेरा ही अफ़साना तेरा दीवाना
तू आजा तू आजा कहीं और ना जा
के जीना है तेरे साथ पिया
ओ सोणिये ओ दिलजानिये …
तू है ऐसी प्यारी के तेरी इंतज़ारी
लगे है मुझे भारी मेरी महबूबा
हां अब तो है जानां तुम्हीं से दोस्ताना
तुम्हीं से मेरी यारी मेरी महबूबा
तू ही मेरा अपना तू ही मेरा सपना
तुझे मैने कितना याद किया
ओ सोणिये ओ दिलजानिये …
o soṇiye o diljāniye
ise khel na samjho sanam jī maine tumheṅ pyār kiyā
tum jaisī bhī ho jo bhī ho sanam jī maine tumheṅ pyār kiyā
o priyā o priyā
ise khel na samjho sanam …
maine jis din se thāmā terā dāman suhānā
chhoṛā sārā zamānā mere sājnā
maine chāhā bahut tujhe itnā na chāhūṅ
par dil hī na mānā mere sājnā
o soṇiye o diljāniye …
maiṅ bhī jān-e-jānāṅ thā kaisā anjānā
tujhe na pahchānā terā dīvānā
dil merā hāy sunāe chalā jāe
terā hī afsānā terā dīvānā
tū ājā tū ājā kahīṅ aur nā jā
ke jīnā hai tere sāth piyā
o soṇiye o diljāniye …
tū hai aisī pyārī ke terī iṅtazārī
lage hai mujhe bhārī merī mahbūbā
hāṅ ab to hai jānāṅ tumhīṅ se dostānā
tumhīṅ se merī yārī merī mahbūbā
tū hī merā apnā tū hī merā sapnā
tujhe maine kitnā yād kiyā
o soṇiye o diljāniye …