ओ सोणिये ... कितना प्यारा वादा है इन मतवाली
र: ओ सोणिये मार सुटिया
( कितना प्यारा वादा ) -2 है इन मतवाली आँखों का
इस मस्ती में सूझे ना क्या कर डालूँ हाल मोहे संभाल
ओ साथिया ओ बेलिया
ल: कितना प्यारा वादा …
हो उजाला या अँधेरा कहीं ना छूटे हाथ तेरा
कोई मेरा ना तेरे बिन पिया निभाना साथ मेरा
र: अरे कोरा-कोरा गोरा-गोरा ये अंग तोरा
हाय पागल मोहे बना दिया
कितना प्यारा वादा …
बरसों मैने मन जलाया मिली पलकों की तब ये छाया
काँटे मेरे तन में टूटे गले से तूने जब लगाया
ल: ओ सैंया प्यारे चलता जा रे बैंया डारे
हाय गरवा तोहे लगा लिया
कितना प्यारा वादा …
रोज़ उठा के ये नयनवा छुआ करूँगी तोरा मनवा
जैसे पहली बार चाहा सदा चाहूँगी मैं सजनवा
र: हाय तेरे नैना मेरे नैना फिर क्या कहना
हाय क्या-क्या न मैने पा लिया
कितना प्यारा वादा …
ल: ओ साथिया ओ बेलिया
ra: o soṇiye mār suṭiyā
( kitnā pyārā vādā ) -2 hai in matvālī āṇkhoṅ kā
is mastī meṅ sūjhe nā kyā kar ḍālūṇ hāl mohe saṅbhāl
o sāthiyā o beliyā
la: kitnā pyārā vādā …
ho ujālā yā aṇdherā kahīṅ nā chhūṭe hāth terā
koī merā nā tere bin piyā nibhānā sāth merā
ra: are korā-korā gorā-gorā ye aṅg torā
hāy pāgal mohe banā diyā
kitnā pyārā vādā …
barsoṅ maine man jalāyā milī palkoṅ kī tab ye chhāyā
kāṇṭe mere tan meṅ ṭūṭe gale se tūne jab lagāyā
la: o saiṅyā pyāre chaltā jā re baiṅyā ḍāre
hāy garvā tohe lagā liyā
kitnā pyārā vādā …
roz uṭhā ke ye nayanvā chhuā karūṇgī torā manvā
jaise pahlī bār chāhā sadā chāhūṇgī maiṅ sajanvā
ra: hāy tere nainā mere nainā phir kyā kahnā
hāy kyā-kyā na maine pā liyā
kitnā pyārā vādā …
la: o sāthiyā o beliyā