ओ रब्बा कोई तो बताए प्यार होता है क्या
ओ रब्बा हो
ओ रब्बा कोई तो बताए
ओ रब्बा कोई तो बताए प्यार होता है क्या
जैसा मुझे हो गया सबको होता है क्या
ओ रब्बा कोई तो बताए …
ये कौन आया लगे मन भाया
ज़िंदगी के पास मुझे कौन ले आया
ओ रब्बा कोई तो बताए चैन होता है क्या
जैसा मेरा खो गया सबका खोता है क्या
ओ रब्बा कोई तो बताए …
ख्यालों के बागों में मैं जब खड़ी थी
तभी एक गुल ने आवाज़ दी थी
कली सी महकने लगी तू क्यों गोरी
छलकने लगी क्यों ये गागर तोरी
फूल पूछता रहा मैं सोचती रही
ओ रब्बा कोई तो बताए रूप होता है क्या
जैसा मेरा खिल गया सबका खिलता है क्या
ओ रब्बा कोई तो बताए …
हम तो ऊंचे गगन में उड़ने लगे
एक दूजे से जुड़ने लगे
ओ रब्बा कोई तो बताए मीत होता है क्या
जैसा मुझे मिल गया सबको मिलता है क्या
ओ रब्बा कोई तो बताए …
o rabbā ho
o rabbā koī to batāe
o rabbā koī to batāe pyār hotā hai kyā
jaisā mujhe ho gayā sabko hotā hai kyā
o rabbā koī to batāe …
ye kaun āyā lage man bhāyā
ziṅdgī ke pās mujhe kaun le āyā
o rabbā koī to batāe chain hotā hai kyā
jaisā merā kho gayā sabkā khotā hai kyā
o rabbā koī to batāe …
khyāloṅ ke bāgoṅ meṅ maiṅ jab khaṛī thī
tabhī ek gul ne āvāz dī thī
kalī sī mahakne lagī tū kyoṅ gorī
chhalakne lagī kyoṅ ye gāgar torī
phūl pūchhtā rahā maiṅ sochtī rahī
o rabbā koī to batāe rūp hotā hai kyā
jaisā merā khil gayā sabkā khiltā hai kyā
o rabbā koī to batāe …
ham to ūṅche gagan meṅ uṛne lage
ek dūje se juṛne lage
o rabbā koī to batāe mīt hotā hai kyā
jaisā mujhe mil gayā sabko miltā hai kyā
o rabbā koī to batāe …