ओ रात के मुसाफ़िर चन्दा ज़रा बता दे
ओ रात के मुसाफ़िर चन्दा ज़रा बता दे
मेरा क़ुसूर क्या है, तू फ़ैसला सुना दे
है भूल कोई दिल की आँखों की या ख़ता है
कुछ भी नहीं तो फिर क्यों मुझसे कोई खफ़ा है
मंज़ूर है वो मुझको जो कुछ भी तू सज़ा दे
मेरा क़ुसूर क्या है …
दिल पे किसी को अपने क़ाबू नहीं रहा है
ये राज़ मेरे दिल से आँखों ने ही कहा है
आँखों ने जो है देखा दिल किस तरह भुला दे
मेरा क़ुसूर क्या है …
ओ चाँद आसमां के, दम भर ज़मीं पे आजा
भूला हुआ है राही, तू रास्ता दिखा जा
भटकी हुई है नैया साहिल इसे दिखा दे
मेरा क़ुसूर क्या है …
o rāt ke musāfir chandā zarā batā de
merā qusūr kyā hai, tū faislā sunā de
hai bhūl koī dil kī āṇkhoṅ kī yā khatā hai
kuchh bhī nahīṅ to phir kyoṅ mujhse koī khafā hai
maṅzūr hai vo mujhko jo kuchh bhī tū sazā de
merā qusūr kyā hai …
dil pe kisī ko apne qābū nahīṅ rahā hai
ye rāz mere dil se āṇkhoṅ ne hī kahā hai
āṇkhoṅ ne jo hai dekhā dil kis tarah bhulā de
merā qusūr kyā hai …
o chāṇd āsmāṅ ke, dam bhar zamīṅ pe ājā
bhūlā huā hai rāhī, tū rāstā dikhā jā
bhaṭkī huī hai naiyā sāhil ise dikhā de
merā qusūr kyā hai …