O priyaa priyaa, kyo bhoolaa diyaa

ओ प्रिया प्रिया, क्यो भूला दिया
Work
Year
Language

ओ प्रिया, प्रिया, क्यों भूला दिया
बेवफ़ा या बेरहम, क्या कहूँ तुझे सनम
तूने दिल तोड़ा है, भूल क्या हुई ये बता जा

ओ पिया, पिया, मैं तेरी प्रिया
आसूओं को पी गई, जाने कैसे जी गई
क्या है मेरी मजबूरी, कैसे मैं बताऊँ हुआ क्या

तू बेवफ़ा है जो मैं जान जाता
तुझ से कभी भी दिल ना लगाता
मुझ पे यकीन कर यूँ ना इल्ज़ाम दे
दे कोई सज़ा मगर बेवफ़ा ना नाम दे
मेरी दिलरुबा, तूने की जफ़ा
पर तुझे भूलेगी ना मेरी वफ़ा

जी चाहता है, खुद को जला दूँ
मौत को अपने दिल से लगा लूँ
आ के ज़रा देख ले दिल मेरा चीर के
रंग मिलेंगे तुझे तेरी तस्वीर के
मेरे साथिया, तेरा हो भला
यही मेरे टूटे हुये, दिल की सदा

o priyā, priyā, kyoṅ bhūlā diyā
bevafā yā beraham, kyā kahūṇ tujhe sanam
tūne dil toṛā hai, bhūl kyā huī ye batā jā

o piyā, piyā, maiṅ terī priyā
āsūoṅ ko pī gaī, jāne kaise jī gaī
kyā hai merī majbūrī, kaise maiṅ batāūṇ huā kyā

tū bevafā hai jo maiṅ jān jātā
tujh se kabhī bhī dil nā lagātā
mujh pe yakīn kar yūṇ nā ilzām de
de koī sazā magar bevafā nā nām de
merī dilrubā, tūne kī jafā
par tujhe bhūlegī nā merī vafā

jī chāhtā hai, khud ko jalā dūṇ
maut ko apne dil se lagā lūṇ
ā ke zarā dekh le dil merā chīr ke
raṅg mileṅge tujhe terī tasvīr ke
mere sāthiyā, terā ho bhalā
yahī mere ṭūṭe huye, dil kī sadā