ओ प्रीतम प्यारे छोड़ चली घर-बार्
ओ प्रीतम प्यारे
छोड़ चली घर-बार
तुझसे दूर तुझसे दूर
भर आये नैना
नैन-नैन का प्यार
जब से दूर जब से दूर
( क्यूँ आफ़त सर पे मोल ले
तू मेरे वास्ते
तू अपने महल में राज कर
मैं अपने रास्ते ) -2
तुझ को सुख हो तो
मुझको पिया परदेस भी
मन्ज़ूर है मन्ज़ूर
( करती थी तुझको प्यार मैं
बदनामी ले चली
चोरी-चोरी का खेल था
जुरमाना दे चली ) -2
इक दिल था मेरा
वो भी ठोकरें खा के
चकनाचूर चकनाचूर
( फागुन में होली खेलना
सावन में झूलना
जब-जब चमकेगा चाँद तू
मुझको ना भूलना ) -2
मेरे टूटे मन में
अभी तुम्हारा प्यार
है भरपूर है भरपूर
ओ प्रीतम प्यारे
छोड़ चली घर-बार
तुझसे दूर तुझसे दूर्
o prītam pyāre
chhoṛ chalī ghar-bār
tujhse dūr tujhse dūr
bhar āye nainā
nain-nain kā pyār
jab se dūr jab se dūr
( kyūṇ āfat sar pe mol le
tū mere vāste
tū apne mahal meṅ rāj kar
maiṅ apne rāste ) -2
tujh ko sukh ho to
mujhko piyā pardes bhī
manzūr hai manzūr
( kartī thī tujhko pyār maiṅ
badnāmī le chalī
chorī-chorī kā khel thā
jurmānā de chalī ) -2
ik dil thā merā
vo bhī ṭhokreṅ khā ke
chaknāchūr chaknāchūr
( phāgun meṅ holī khelnā
sāvan meṅ jhūlnā
jab-jab chamkegā chāṇd tū
mujhko nā bhūlnā ) -2
mere ṭūṭe man meṅ
abhī tumhārā pyār
hai bharpūr hai bharpūr
o prītam pyāre
chhoṛ chalī ghar-bār
tujhse dūr tujhse dūr