O piyaa, meraa bholaa jiyaa kaahe toone liyaa

ओ पिया, मेरा भोला जिया काहे तूने लिया
Work
Year
Language

ल: ओ पिया मेरा भोला जिया काहे तूने लिया
ओ पिया मेरा भोला जिया काहे तूने लिया
ये बात ज़रा समझा देना
ये बात ज़रा समझा देना

कि: भा गया मेरे दिल को वो पहले पहल
भा गया मेरे दिल को वो पहले पहल
मुझे देख तेरा शरमा देना
ये बात ज़रा समझा देना
ल: ओ पियाऽ

कि: याद है जब मिली थी नज़र से नज़र
एक शोला उठा कुछ इधर से उधर
ल: प्यार कहते हैं इस को न थी ये खबर
प्यार कहते हैं इस को न थी ये खबर
तुम्हें आता है तीर चला देना
ये बात ज़रा समझा देना

कि: तेरे मिलने से पहले न थी ये खुशी
दिल को अच्छी न लगती थी ये चाँदनी
ल: एक नज़र से बदल के मेरी ज़िंदगी
एक नज़र से बदल के मेरी ज़िंदगी
कहीं दिल से न मुझको भुला देना
ये बात ज़रा समझा देना
ओ पिया मेरा भोला जिया काहे तूने लिया
ओ पिया

दो: राज़ उल्फ़त के दिल में छिपाये हुए
यूँ ही चलते चलें मुस्कुराये हुए
हम से तुम तुम से हम नैन लगाये हुए
यूँ ही संग संग उम्र बिता देना
ये बात ज़रा समझा देना

la: o piyā merā bholā jiyā kāhe tūne liyā
o piyā merā bholā jiyā kāhe tūne liyā
ye bāt zarā samjhā denā
ye bāt zarā samjhā denā

ki: bhā gayā mere dil ko vo pahle pahal
bhā gayā mere dil ko vo pahle pahal
mujhe dekh terā śharmā denā
ye bāt zarā samjhā denā
la: o piyā'

ki: yād hai jab milī thī nazar se nazar
ek śholā uṭhā kuchh idhar se udhar
la: pyār kahte haiṅ is ko na thī ye khabar
pyār kahte haiṅ is ko na thī ye khabar
tumheṅ ātā hai tīr chalā denā
ye bāt zarā samjhā denā

ki: tere milne se pahle na thī ye khuśhī
dil ko achchhī na lagtī thī ye chāṇdnī
la: ek nazar se badal ke merī ziṅdgī
ek nazar se badal ke merī ziṅdgī
kahīṅ dil se na mujhko bhulā denā
ye bāt zarā samjhā denā
o piyā merā bholā jiyā kāhe tūne liyā
o piyā

do: rāz ulfat ke dil meṅ chhipāye hue
yūṇ hī chalte chaleṅ muskurāye hue
ham se tum tum se ham nain lagāye hue
yūṇ hī saṅg saṅg umr bitā denā
ye bāt zarā samjhā denā