O piyaa ... huaa k‌yaa kasoor mujhse rahte ho door mujhse

ओ पिया ... हुआ क्‌या कसूर मुझसे रहते हो दूर मुझसे
Work
Year
Language

ओ पिया ओ पिया ओ पिया
हुआ क्‌या कसूर मुझसे रहते हो दूर मुझसे

खुद ही न चाहा तुमने मेरे पास आना
फ़ुर्सत ना मिलने का किया है बहाना
हुआ क्‌या कसूर …

मेरे लिए मर मिटने को तैयार रहते थे
मुझसे पल पल प्यार का तुम इकरार करते थे
तोड़ क्‌यों दिया दिखा के सपना सुहाना
फ़ुर्सत ना मिलने का …

o piyā o piyā o piyā
huā k‌yā kasūr mujhse rahte ho dūr mujhse

khud hī na chāhā tumne mere pās ānā
fursat nā milne kā kiyā hai bahānā
huā k‌yā kasūr …

mere lie mar miṭne ko taiyār rahte the
mujhse pal pal pyār kā tum ikrār karte the
toṛ k‌yoṅ diyā dikhā ke sapnā suhānā
fursat nā milne kā …