O pardesiyaa ... pyaar kee bahaar leke ... aajaa re

ओ परदेसिया ... प्यार की बहार लेके ... आजा रे
Work
Year
Language

ओ परदेसिया
प्यार की बहार लेके दिल का क़रार लेके
आजा रे परदेसिया

कोई मेरा दोष है न कोई क़सूर है
क्‌यों मेरे साजना नज़रों से दूर है
नज़रों में प्यार लेके सपनों के हार लेके
आजा रे परदेसिया …

कहाँ गए बालमा मुझको बिसार के
याद करो बालमा वायदे वो प्यार के
ग़ुल-ओ-गुलज़ार लेके बाग़-ओ-बहार लेके
आजा रे परदेसिया …

o pardesiyā
pyār kī bahār leke dil kā qarār leke
ājā re pardesiyā

koī merā doṣh hai na koī qasūr hai
k‌yoṅ mere sājnā nazroṅ se dūr hai
nazroṅ meṅ pyār leke sapnoṅ ke hār leke
ājā re pardesiyā …

kahāṇ gae bālmā mujhko bisār ke
yād karo bālmā vāyde vo pyār ke
ġhul-o-gulazār leke bāġh-o-bahār leke
ājā re pardesiyā …