O pardesee ghar aa jaa more saajan more raajaa

ओ परदेसी घर आ जा मोरे साजन मोरे राजा
Year
Language

ओ परदेसी घर आ जा -2
मोरे साजन मोरे राजा -2
ओ परदेसी घर आ जा

( घर में तेरे मौसम आया
और तुझे सबने समझाया ) -2
तरस नहीं (?) है बिरहन का रंग
( तरस नहीं है बिरहन का रंग
सावन बन कर छा जा
परदेसी घर आ जा ) -2
ओ परदेसी घर आ जा -2

( कलियाँ हो गईं फूल कनेरी (?)
कलियाँ हो गईं फूल ) -2
( देख ज़रा आ कर निरमोही
कलियाँ हो गईं फूल ) -2
जोबन रूठा जाये बलमवा
( जोबन रूठा जाये बलमवा
अब तो इसे मना जा
परदेसी घर आ जा ) -2

ओ परदेसी घर आ जा -2
मोरे साजन मोरे राजा -2
ओ परदेसी घर आ जा -2

o pardesī ghar ā jā -2
more sājan more rājā -2
o pardesī ghar ā jā

( ghar meṅ tere mausam āyā
aur tujhe sabne samjhāyā ) -2
taras nahīṅ (?) hai birahan kā raṅg
( taras nahīṅ hai birahan kā raṅg
sāvan ban kar chhā jā
pardesī ghar ā jā ) -2
o pardesī ghar ā jā -2

( kaliyāṇ ho gaīṅ phūl kanerī (?)
kaliyāṇ ho gaīṅ phūl ) -2
( dekh zarā ā kar nirmohī
kaliyāṇ ho gaīṅ phūl ) -2
joban rūṭhā jāye balamvā
( joban rūṭhā jāye balamvā
ab to ise manā jā
pardesī ghar ā jā ) -2

o pardesī ghar ā jā -2
more sājan more rājā -2
o pardesī ghar ā jā -2