ओ मेरी दिलरुबा तू दिल के करीब है ... तेरा प्यार मेरा नसीब है
प्रेम प्रेम प्रेम
ओ मेरी दिलरुबा तू दिल के करीब है तेरा प्यार मेरा नसीब है
ओ मेरे दिलरुबा तू दिल के करीब है तेरा प्यार मेरा नसीब है
ओ मेरी दिलरुबा …
न जाने दिल किस पर आए सोच के प्रेम किया न जाए
राज़ है ये कोई समझ न पाए हाल कहां तक दिल का छुपाए
प्यार तेरा मेरे दिल में छुपा है तू मेरी क्या है सबको पता है
मेरा दिल मेरी जां मेरा चैन मेरी आरज़ू
मुझको तो सनम कब से तेरी जुस्तजू
यह दर्द-ए-जिगर ओ जाने क्या चीज़ है
तेरा प्यार मेरा नसीब …
घर में रहूं या बाहर जाऊं तुझको कभी भूल न पाऊं
हाल में
चीर के दिल तुझे
तेरे बिना मुझको नहीं जीना तेरे बिना ज़िंदगी नहीं जीना
मैं जियूं या मरूं मेरी जां बता क्या करूं
चाहत में तेरी यूं ही कब तक आहें भरूं
तू मेरा हमदम तू मेरा हबीब है
तेरा प्यार मेरा नसीब …
prem prem prem
o merī dilrubā tū dil ke karīb hai terā pyār merā nasīb hai
o mere dilrubā tū dil ke karīb hai terā pyār merā nasīb hai
o merī dilrubā …
na jāne dil kis par āe soch ke prem kiyā na jāe
rāz hai ye koī samajh na pāe hāl kahāṅ tak dil kā chhupāe
pyār terā mere dil meṅ chhupā hai tū merī kyā hai sabko patā hai
merā dil merī jāṅ merā chain merī ārazū
mujhko to sanam kab se terī justjū
yah dard-e-jigar o jāne kyā chīz hai
terā pyār merā nasīb …
ghar meṅ rahūṅ yā bāhar jāūṅ tujhko kabhī bhūl na pāūṅ
hāl meṅ
chīr ke dil tujhe
tere binā mujhko nahīṅ jīnā tere binā ziṅdgī nahīṅ jīnā
maiṅ jiyūṅ yā marūṅ merī jāṅ batā kyā karūṅ
chāhat meṅ terī yūṅ hī kab tak āheṅ bharūṅ
tū merā hamdam tū merā habīb hai
terā pyār merā nasīb …