ओ मेरी छम्मक छल्लो ... ओ मेरे राम लुभाया
कि: ओ मेरी छम्मक छल्लो दो दिन की है ज़िन्दगानी -2
तू प्यार मुझे कर ऐसे मैं लिख दूँ प्रेम कहानी
आ: ओ मेरे राम लुभाया -2
क्या लिखनी प्रेम कहानी
मौक़ा है मौज मना लो कब किसकी रही जवानी
कि: लिखने का शौक़ मुझे है लिखता हूँ दिल की बातें -2
थोड़ी सी दिन की बातें थोड़ी रातों की बातें -2
आ: दिन के क्या तौर-तरीके रातों की नीयत क्या है
तुम तो क्या जानो इस पर मौसम की चाहत क्या है
कि: दिल जो कहता है उसको आँखों से मैं कहता हूँ
दिल की हालत को समझो रुत है कितनी मस्तानी
आ: ओ मेरे राम लुभाया …
कि: ओ मेरी छम्मक छल्लो …
आ: ओ मेरे राम लुभाया …
सुन-सुन के बोले मेरा दिल बैठा जाए -2
प्यासे अरमानों वाला सावन ये बीता जाए
कि: मुझको कुछ होश नहीं था सचमुच मैं बेअसर था
नज़रों में तुम ही तुम थे मौसम से बेख़बर था
आ: अब तो कुछ ख़ैर-ख़बर लो सुन लो घनघोर अनाड़ी
मंज़िल पे आ के भटकी मेरी यौवन की गाड़ी
करते हो क्यों नादानी सोचो बातें मर्दानी -2
मौक़ा है मौज …
कि: ओ मेरी छम्मक छल्लो …
ki: o merī chhammak chhallo do din kī hai zindgānī -2
tū pyār mujhe kar aise maiṅ likh dūṇ prem kahānī
ā: o mere rām lubhāyā -2
kyā likhnī prem kahānī
mauqā hai mauj manā lo kab kiskī rahī javānī
ki: likhne kā śhauq mujhe hai likhtā hūṇ dil kī bāteṅ -2
thoṛī sī din kī bāteṅ thoṛī rātoṅ kī bāteṅ -2
ā: din ke kyā taur-tarīke rātoṅ kī nīyat kyā hai
tum to kyā jāno is par mausam kī chāhat kyā hai
ki: dil jo kahtā hai usko āṇkhoṅ se maiṅ kahtā hūṇ
dil kī hālat ko samjho rut hai kitnī mastānī
ā: o mere rām lubhāyā …
ki: o merī chhammak chhallo …
ā: o mere rām lubhāyā …
sun-sun ke bole merā dil baiṭhā jāe -2
pyāse armānoṅ vālā sāvan ye bītā jāe
ki: mujhko kuchh hośh nahīṅ thā sachmuch maiṅ beasar thā
nazroṅ meṅ tum hī tum the mausam se bekhbar thā
ā: ab to kuchh khair-khabar lo sun lo ghanghor anāṛī
maṅzil pe ā ke bhaṭkī merī yauvan kī gāṛī
karte ho kyoṅ nādānī socho bāteṅ mardānī -2
mauqā hai mauj …
ki: o merī chhammak chhallo …