ओ मेरी बहना पहनाऊँ तुझको गहना
मु: ओ मेरी बहना पहनाऊँ तुझको गहना
तुझे दुल्हनिया बनाऊँ ऐसा दूल्हा ढूँढ के लाऊँ
हो सभी तरह से सयाना पर एक आँख से काना
बे: ना-ना रे भैया ऐसा ब्याह करूँ ना भैया
मु: ओ मेरी बहना …
तू कजरा डाल आँखों में तेरा दूल्हा एक लाखों में
हर बात तेरी मानेगा तेरे दिल को पहचानेगा
वैसे तो मरद है असली पर दाँत हैं उसके नक़ली
बे: ना-ना रे भैया ऐसा ब्याह करूँ ना भैया
मु: ओ मेरी बहना …
जब घर से तू जाएगी तेरी याद बहुत आएगी
वहाँ प्यार मिलेगा इतना हम सबको भूल जाएगी
लेकिन विश्वास है मुझको
मेरे जन्म-दिवस पर बहना तू निश्चय ही आएगी
बे: ओ मेरे भैया
मु: ओ मेरी बहना …
mu: o merī bahnā pahnāūṇ tujhko gahnā
tujhe dulhniyā banāūṇ aisā dūlhā ḍhūṇḍh ke lāūṇ
ho sabhī tarah se sayānā par ek āṇkh se kānā
be: nā-nā re bhaiyā aisā byāh karūṇ nā bhaiyā
mu: o merī bahnā …
tū kajrā ḍāl āṇkhoṅ meṅ terā dūlhā ek lākhoṅ meṅ
har bāt terī mānegā tere dil ko pahchānegā
vaise to marad hai aslī par dāṇt haiṅ uske naqlī
be: nā-nā re bhaiyā aisā byāh karūṇ nā bhaiyā
mu: o merī bahnā …
jab ghar se tū jāegī terī yād bahut āegī
vahāṇ pyār milegā itnā ham sabko bhūl jāegī
lekin viśhvās hai mujhko
mere janm-divas par bahnā tū niśhchay hī āegī
be: o mere bhaiyā
mu: o merī bahnā …