ओ मनचली, कहाँ चली - 2
देख देख देख देख मुझ से न शरमा
एक एक एक मैं हूँ भंवरा
और तू कली, ओ मनचली …
होठों पे लेके तेरा नाम
आई है रंग भरी शाम
फूलों से छलके हैं जाम
भंवरों ने दिल लिये थाम
ऐसे में, हे हे हो ए हे हो
ऐसे में, तोड़ के प्रेम की डोरी
ओ गोरी, चकोरी, तू कहाँ चली …
दुनिया से नहीं डरेंगे
हम तुम मुलाक़ाते करेंगे
आजा दो बाते करेंगे
रंगीं बरसातें करेंगे
ये सच है ए हे ओ ओ ए हे ओ ओ
ये सच है मैं हूँ एक दीवाना
न जाना, न माना, तू कहाँ चली …
रुत ऐसी आई हुई है
बदली सी छाई हुई है
तू क्यों शरमाई हुई है
मुझसे घबराई हुई है
प्यार में ए हे ओ ओ ए हे ओ ओ
प्यार में यार से आँख चुराके
छुपाके, बचाके, तू कहाँ चली …
o manachlī, kahāṇ chalī - 2
dekh dekh dekh dekh mujh se na śharmā
ek ek ek maiṅ hūṇ bhaṅvrā
aur tū kalī, o manachlī …
hoṭhoṅ pe leke terā nām
āī hai raṅg bharī śhām
phūloṅ se chhalke haiṅ jām
bhaṅvroṅ ne dil liye thām
aise meṅ, he he ho e he ho
aise meṅ, toṛ ke prem kī ḍorī
o gorī, chakorī, tū kahāṇ chalī …
duniyā se nahīṅ ḍareṅge
ham tum mulāqāte kareṅge
ājā do bāte kareṅge
raṅgīṅ barsāteṅ kareṅge
ye sach hai e he o o e he o o
ye sach hai maiṅ hūṇ ek dīvānā
na jānā, na mānā, tū kahāṇ chalī …
rut aisī āī huī hai
badlī sī chhāī huī hai
tū kyoṅ śharmāī huī hai
mujhse ghabrāī huī hai
pyār meṅ e he o o e he o o
pyār meṅ yār se āṇkh churāke
chhupāke, bachāke, tū kahāṇ chalī …