O ji o ji chhoro jee

ओ जि ओ जि छोड़ो जी
Work
Year
Language

ल: ( ओ जी ओ जी छोड़ो भी दुपट्टा मेरा
जादूगर बालमा ) - 2
हे: न जी ना जी हमें मजबूर करे
नैना तेरे ज़ालिमा ओ जी …

ल: ( देखो मेरे नैनों को
देना इल्ज़ाम नहीं देना इल्ज़ाम जी
गली गली कहीँ हो न जाऊँ
बदनाम हो न जाऊँ बदनाम जी ) - 2
हे: हाँ जी हाँ जी तेरे मशहूर करे
नैना तेरे ज़ालमा ओ जी …

ल: ( बोलो कैसे रखूँ मैं ये
मुखड़ा छुपाके
हे: छुपेगा न चाँद का ये
टुकड़ छुपाने से ) - 2
लो जी लो जी नित नई छेड़ करे
जादूगर बालमा ओ जी …

la: ( o jī o jī chhoṛo bhī dupaṭṭā merā
jādūgar bālmā ) - 2
he: na jī nā jī hameṅ majbūr kare
nainā tere zālimā o jī …

la: ( dekho mere nainoṅ ko
denā ilzām nahīṅ denā ilzām jī
galī galī kahīṇ ho na jāūṇ
badnām ho na jāūṇ badnām jī ) - 2
he: hāṇ jī hāṇ jī tere maśhhūr kare
nainā tere zālmā o jī …

la: ( bolo kaise rakhūṇ maiṅ ye
mukhaṛā chhupāke
he: chhupegā na chāṇd kā ye
ṭukaṛ chhupāne se ) - 2
lo jī lo jī nit naī chheṛ kare
jādūgar bālmā o jī …