O jaane vaale jaao na ghar apnaa chhor ke

ओ जाने वाले जाओ न घर अपना छोड़ के
Year
Language

ओ जाने वाले जाओ न घर अपना छोड़ के
माता बुला रही है तुम्हें हाथ जोड़ के

हम सबको छोड़कर अब जाते हो तुम कहाँ
उजड़ी है लाख फिर भी है धरती तुम्हारी माँ
दुनिया में सुख न पाओगे दिल माँ का तोड़ के
ओ जाने वालों …

ठहरो पुकारती है तुम्हारी ज़मीं तुम्हें
लौट आओ माँ की हाय लगे ना कहीं तुम्हें
रुक जाओ माँ की हाय लगे ना कहीं तुम्हें

o jāne vāle jāo na ghar apnā chhoṛ ke
mātā bulā rahī hai tumheṅ hāth joṛ ke

ham sabko chhoṛkar ab jāte ho tum kahāṇ
ujaṛī hai lākh phir bhī hai dhartī tumhārī māṇ
duniyā meṅ sukh na pāoge dil māṇ kā toṛ ke
o jāne vāloṅ …

ṭhahro pukārtī hai tumhārī zamīṅ tumheṅ
lauṭ āo māṇ kī hāy lage nā kahīṅ tumheṅ
ruk jāo māṇ kī hāy lage nā kahīṅ tumheṅ