ओ दुखिया जियार तोसे नैना
दे रे मै का भाली ????
बेक़दरों से प्रीत लगाके
बाली उमरिया गवाली
दुखिया जियारा …
भाती थी तुमको मोरे सैय्यां
सावन की घटा ये काली
मैंने बरखा की रुत राजा
नैनों बीच छुपाली
दुखिया जियार …
तुम तो भूल गये थे हमको
हम भी भूल गये थे
आँख से इक आँसू मेरे गिर के
तेरी याद सम्भाली
दुखिया जियार …
o dukhiyā jiyār tose nainā
de re mai kā bhālī ????
beqadroṅ se prīt lagāke
bālī umriyā gavālī
dukhiyā jiyārā …
bhātī thī tumko more saiyyāṅ
sāvan kī ghaṭā ye kālī
maiṅne barkhā kī rut rājā
nainoṅ bīch chhupālī
dukhiyā jiyār …
tum to bhūl gaye the hamko
ham bhī bhūl gaye the
āṇkh se ik āṇsū mere gir ke
terī yād sambhālī
dukhiyā jiyār …