O dildaar, bolo ik baar k‌yaa meraa pyaar pasand hai tumhen

ओ दिलदार, बोलो इक बार क्‌या मेरा प्यार पसन्द है तुम्हें
Year
Language

ओ दिलदार, बोलो इक बार
क्‌या मेरा प्यार पसन्द है तुम्हें
ओ गोरी सुकुमार, हमारी सरकार
बड़ा तेरा प्यार पसन्द है हमें

ये उल्जहे उलझे बाल
ये मस्ती भरी चाल ओ होऽ
क्‌या ख़याल है? क्‌या ख़याल है?
तेरी हर चाल-ढाल गोरी जादू रही डाल
ओ कमाल है, ओ कमाल है
पिया देख लो जवानी का सुहाना इक़रार

करोगे जी कब मेरे दिल में घर बोलो जादुगर
हम तो कभी के हुए तेरे दिलबर अब काहे की फ़िकर
तो फिर आओ जी मेरा दिल बड़ा है बेक़रार
ओ दिलदार …

आओ जीवन बिता लें पिया मौज मना लें
मिल-जुल के, मिल-जुल के
ज़रा हम को बता दे अब क्‌या हैं इरादे
बुलबुल के, बुलबुल के
पिया देख ले न कोई हमें बचा लो दिलदार
ओ दिलदार …

o dildār, bolo ik bār
k‌yā merā pyār pasand hai tumheṅ
o gorī sukumār, hamārī sarkār
baṛā terā pyār pasand hai hameṅ

ye uljhe uljhe bāl
ye mastī bharī chāl o ho'
k‌yā khayāl hai? k‌yā khayāl hai?
terī har chāl-ḍhāl gorī jādū rahī ḍāl
o kamāl hai, o kamāl hai
piyā dekh lo javānī kā suhānā iqrār

karoge jī kab mere dil meṅ ghar bolo jādugar
ham to kabhī ke hue tere dilbar ab kāhe kī fikar
to phir āo jī merā dil baṛā hai beqrār
o dildār …

āo jīvan bitā leṅ piyā mauj manā leṅ
mil-jul ke, mil-jul ke
zarā ham ko batā de ab k‌yā haiṅ irāde
bulbul ke, bulbul ke
piyā dekh le na koī hameṅ bachā lo dildār
o dildār …