O dilbar jaanie tere hain ham tere

ओ दिलबर जानिए तेरे हैं हम तेरे
Year
Language

ओ दिलबर जानिए तेरे हैं हम तेरे -2
छुपा लेंगे इन आँखों में सनम हम ग़म तेरे
ओ दिलबर जानिए …

यूँ बात बात-बात पे तुम रूठा न करो
दिल तोड़ तोड़-तोड़ मज़ा लूटा ना करो
ओ जान-ए-जानाँ ये तो है रुस्वाई प्यार की
इन बातों से बढ़ जाएगी महँगाई प्यार की
ढूँढे नहीं पाओगी तुम बाज़ार में आशिक़
दौड़ेंगे fifty sixty की रफ़्तार से आशिक़
फिर नाम ले के प्यार का तुम गाया करोगी
सर फोड़ के दीवारों से ( चिल्लाया करोगी ) -3
ओ दिलबर जानिए …

ओ बेवफ़ा तूने मुझे कहीं का न छोड़ा
तू ग़ुस्सा जो करती है करले प्यार भी थोड़ा
तेरे बिना जीना मेरा जीना है क्‌या जीना
तड़पूँगा मैं जब आएगा सावन का महीना
ये हुस्न भी क्‌या हुस्न है जो इश्क़ ना जाने
दिलदार को और यार को बिल्कुल ना पहचाने
मेरी वफ़ा एक दिन ऐसा रंग लाएगी
ये नाज़नीं ज़ालिम ( हसीना मान जाएगी ) -3
ओ दिलबर जानिए …

ओ दिलबर सोणिए तेरे हैं हम तेरे

o dilbar jānie tere haiṅ ham tere -2
chhupā leṅge in āṇkhoṅ meṅ sanam ham ġham tere
o dilbar jānie …

yūṇ bāt bāt-bāt pe tum rūṭhā na karo
dil toṛ toṛ-toṛ mazā lūṭā nā karo
o jān-e-jānāṇ ye to hai rusvāī pyār kī
in bātoṅ se baṛh jāegī mahṇgāī pyār kī
ḍhūṇḍhe nahīṅ pāogī tum bāzār meṅ āśhiq
dauṛeṅge fifty sixty kī raftār se āśhiq
phir nām le ke pyār kā tum gāyā karogī
sar phoṛ ke dīvāroṅ se ( chillāyā karogī ) -3
o dilbar jānie …

o bevafā tūne mujhe kahīṅ kā na chhoṛā
tū ġhussā jo kartī hai karle pyār bhī thoṛā
tere binā jīnā merā jīnā hai k‌yā jīnā
taṛpūṇgā maiṅ jab āegā sāvan kā mahīnā
ye husn bhī k‌yā husn hai jo iśhq nā jāne
dildār ko aur yār ko bilkul nā pahchāne
merī vafā ek din aisā raṅg lāegī
ye nāznīṅ zālim ( hasīnā mān jāegī ) -3
o dilbar jānie …

o dilbar soṇie tere haiṅ ham tere