O bichhuaa peepal chhainyaa ... daiyaa re daiyaa re charh gayo

ओ बिछुआ पीपल छैंया ... दैया रे दैया रे चढ़ गयो
Work
Year
Language

ल: ओ बिछुआ
हाय रे
पीपल छैंया
बैठी पल भर
हो
धर के गगरिया
हाय रे
को: हाय रे -3

ल: होय ओय ओय ओय ओय
ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
को: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
ल: ओ हाय-हाय रे मर गई
कोई उतारो बिछुआ
को: ओ हाय-हाय रे मर गई
कोई उतारो बिछुआ
ल: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
को: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ

को: कैसो रे पापी बिछुआ बिछुआ -2
ल: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
को: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ

म: हो
हो ओ
मन्तर फेरूँ हूँ
कोमल काया ओ
छोड़ के जा रे
छू
को: जा रे -3

ल: होय ओय ओय ओय ओय
ओ और भी चढ़ गयो
ना गयो पापी बिछुआ
को: ओ और भी चढ़ गयो
ना गयो पापी बिछुआ
ल: कैसी आग लगा गयो पापी बिछुआ
को: ओ कैसी आग लगा गयो पापी बिछुआ
ल: सारे बदन पे छा गयो पापी बिछुआ
को: सारे बदन पे छा गयो पापी बिछुआ

को: कैसो रे पापी बिछुआ बिछुआ -2
ल: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
को: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ

ल: ओ
हाय रे
मन्तर झूठा
ह बैद भी झूठा
हो
पिया घर आ रे
आ रे
को: आ रे -3

ल: ओय ओय ओय ओय
देखो रे देखो रे
देखो उतर गयो बिछुआ
को: ओ देखो रे देखो रे
देखो उतर गयो बिछुआ
म: हे टूट के रह गयो
डन्क उतर गयो बिछुआ
को: ओ टूट के रह गयो
डन्क उतर गयो बिछुआ
ल: सैंया को देख के
जाने किधर गयो बिछुआ
को: ओ सैंया को देख के
जाने किधर गयो बिछुआ

को: कैसो रे पापी बिछुआ बिछुआ -2
ल: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
को: ओ दैया रे दैया रे
चढ़ गयो पापी बिछुआ
ल: ओ हाय-हाय रे मर गई
कोई उतारो बिछुआ
को: ओ हाय-हाय रे मर गई
कोई उतारो बिछुआ

la: o bichhuā
hāy re
pīpal chhaiṅyā
baiṭhī pal bhar
ho
dhar ke gagriyā
hāy re
ko: hāy re -3

la: hoy oy oy oy oy
o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
ko: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
la: o hāy-hāy re mar gaī
koī utāro bichhuā
ko: o hāy-hāy re mar gaī
koī utāro bichhuā
la: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
ko: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā

ko: kaiso re pāpī bichhuā bichhuā -2
la: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
ko: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā

ma: ho
ho o
mantar pherūṇ hūṇ
komal kāyā o
chhoṛ ke jā re
chhū
ko: jā re -3

la: hoy oy oy oy oy
o aur bhī chaṛh gayo
nā gayo pāpī bichhuā
ko: o aur bhī chaṛh gayo
nā gayo pāpī bichhuā
la: kaisī āg lagā gayo pāpī bichhuā
ko: o kaisī āg lagā gayo pāpī bichhuā
la: sāre badan pe chhā gayo pāpī bichhuā
ko: sāre badan pe chhā gayo pāpī bichhuā

ko: kaiso re pāpī bichhuā bichhuā -2
la: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
ko: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā

la: o
hāy re
mantar jhūṭhā
ha baid bhī jhūṭhā
ho
piyā ghar ā re
ā re
ko: ā re -3

la: oy oy oy oy
dekho re dekho re
dekho utar gayo bichhuā
ko: o dekho re dekho re
dekho utar gayo bichhuā
ma: he ṭūṭ ke rah gayo
ḍank utar gayo bichhuā
ko: o ṭūṭ ke rah gayo
ḍank utar gayo bichhuā
la: saiṅyā ko dekh ke
jāne kidhar gayo bichhuā
ko: o saiṅyā ko dekh ke
jāne kidhar gayo bichhuā

ko: kaiso re pāpī bichhuā bichhuā -2
la: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
ko: o daiyā re daiyā re
chaṛh gayo pāpī bichhuā
la: o hāy-hāy re mar gaī
koī utāro bichhuā
ko: o hāy-hāy re mar gaī
koī utāro bichhuā