O baalam tere pyaar kee thandee aag men jalte-jalte

ओ बालम तेरे प्यार की ठंडी आग में जलते-जलते
Year
Language

आ: ओ बालम तेरे प्यार की ठंडी आग में जलते-जलते -2
मैं तो हार गई रे -4
र: लूट लिया दिल तूने मेरा राह में चलते-चलते -2
नैना मार गई रे -4

आ: मैं हूँ बावरिया तेरी साँवरिया दिल से जाना ना
र: आज मिली हो जैसे अकेली कल भी चली आना
आ: चन्दा और सूरज की तरह रोज़ निकलते-ढलते
मैं तो हार गई रे -2
र: लूट लिया दिल …
आ: बालम तेरे …

र: डाल के जादू रूप का तूने दिल मेरा छीना
आ: प्रीतम तूने प्रीत जगा दी छेड़ के मन बीना
र: नैनों में भर के प्यार का कजरा अखियाँ मलते-मलते
नैना मार गई रे -2
आ: बालम तेरे …

ā: o bālam tere pyār kī ṭhaṅḍī āg meṅ jalte-jalte -2
maiṅ to hār gaī re -4
ra: lūṭ liyā dil tūne merā rāh meṅ chalte-chalte -2
nainā mār gaī re -4

ā: maiṅ hūṇ bāvriyā terī sāṇvriyā dil se jānā nā
ra: āj milī ho jaise akelī kal bhī chalī ānā
ā: chandā aur sūraj kī tarah roz nikalte-ḍhalte
maiṅ to hār gaī re -2
ra: lūṭ liyā dil …
ā: bālam tere …

ra: ḍāl ke jādū rūp kā tūne dil merā chhīnā
ā: prītam tūne prīt jagā dī chheṛ ke man bīnā
ra: nainoṅ meṅ bhar ke pyār kā kajrā akhiyāṇ malte-malte
nainā mār gaī re -2
ā: bālam tere …