O baaboo kaise dil karoon qaaboo ... o jaanee

ओ बाबू कैसे दिल करूँ क़ाबू ... ओ जानी
Work
Year
Language

ल: ओ बाबू -2
कैसे दिल करूँ क़ाबू समझाये जा
अ: ओ जानी -2
तेरी बड़ी मेहरबानी बतलाये जा

को: ओ बाबू -2
कैसे दिल करूँ क़ाबू समझाये जा
ओ जानी -2
तेरी बड़ी मेहरबानी बतलाये जा
ओ बाबू

ल: ( तेरी जान की क़सम मेरा दिल नहीं बस में
अ: जाओ जाओ जाओ ना खाओ झूठी क़समें ) -2
ल: तेरी जान की क़सम है ईमान की क़सम
मुझको है तुझसे प्यार मेरा जिया बेक़रार
मुझको अपना बनाये जा
को: ओ बाबू -2
कैसे दिल करूँ क़ाबू समझाये जा
ओ जानी -2
तेरी बड़ी मेहरबानी बतलाये जा
ओ बाबू

अ: हटो-हटो बड़े देखे प्यार जताने वाले
अँखियाँ नचा के नखरे दिखा के
जिया भरमाने वाले
ल: ओ
जवानी की क़सम ज़िन्दगानी की क़सम
मैं हूँ तेरी ग़ुलाम
तुझे मेरा है सलाम
मुझको दिल में बसाये जा
को: ओ बाबू -2
कैसे दिल करूँ क़ाबू समझाये जा
ओ जानी -2
तेरी बड़ी मेहरबानी बतलाये जा
ओ बाबू

la: o bābū -2
kaise dil karūṇ qābū samjhāye jā
a: o jānī -2
terī baṛī meharbānī batlāye jā

ko: o bābū -2
kaise dil karūṇ qābū samjhāye jā
o jānī -2
terī baṛī meharbānī batlāye jā
o bābū

la: ( terī jān kī qasam merā dil nahīṅ bas meṅ
a: jāo jāo jāo nā khāo jhūṭhī qasmeṅ ) -2
la: terī jān kī qasam hai īmān kī qasam
mujhko hai tujhse pyār merā jiyā beqrār
mujhko apnā banāye jā
ko: o bābū -2
kaise dil karūṇ qābū samjhāye jā
o jānī -2
terī baṛī meharbānī batlāye jā
o bābū

a: haṭo-haṭo baṛe dekhe pyār jatāne vāle
aṇkhiyāṇ nachā ke nakhre dikhā ke
jiyā bharmāne vāle
la: o
javānī kī qasam zindgānī kī qasam
maiṅ hūṇ terī ġhulām
tujhe merā hai salām
mujhko dil meṅ basāye jā
ko: o bābū -2
kaise dil karūṇ qābū samjhāye jā
o jānī -2
terī baṛī meharbānī batlāye jā
o bābū