ओ अरपबती की छोरी, गोरी गोरी
त: ओ अरपबती की छोरी, गोरी गोरी, गोरी गोरी, दिल्ली दूर नहीं
अजी-हो दिल्ली दूर नहीं
ग: कोई आया चोरी चोरी, चोरी चोरी, चोरी चोरी, दिल्ली दूर नहीं
अजी-हो दिल्ली दूर नहीं
ग: लाखों में तुम्हीं भाये
त: ये बात तबीयत की (2)
ग: रुसवा न करो हमको
त: आदत है मुहब्बत की (2)
ग: करते हो जोरा जोरी, जोरा जोरी, जोरा जोरी, दिल्ली दूर नहीं
ग: महमान मेरे गलियों के, (अंगना मैं तेरे आई) -/2
नादान नन्हे दिल को मैं तेरे लिये लाई, लाई, लाई
त: बातें ये कोरी कोरी, कोरी कोरी, कोरी कोरी, दिल्ली दूर नहीं
ग: नाज़ों का पाला दिल है कहीं तोड़ न देना जी
त: हम भी तो यही कहते हैं, मूँह मोड़ न लेना जी
ग: दिल तोड़ न देना जी
ब: रहे संग पतंग के डोरी, गोरी गोरी, गोरी गोरी, दिल्ली दूर नहीं
ta: o arpabtī kī chhorī, gorī gorī, gorī gorī, dillī dūr nahīṅ
ajī-ho dillī dūr nahīṅ
ga: koī āyā chorī chorī, chorī chorī, chorī chorī, dillī dūr nahīṅ
ajī-ho dillī dūr nahīṅ
ga: lākhoṅ meṅ tumhīṅ bhāye
ta: ye bāt tabīyat kī (2)
ga: rusvā na karo hamko
ta: ādat hai muhabbat kī (2)
ga: karte ho jorā jorī, jorā jorī, jorā jorī, dillī dūr nahīṅ
ga: mahmān mere galiyoṅ ke, (aṅgnā maiṅ tere āī) -/2
nādān nanhe dil ko maiṅ tere liye lāī, lāī, lāī
ta: bāteṅ ye korī korī, korī korī, korī korī, dillī dūr nahīṅ
ga: nāzoṅ kā pālā dil hai kahīṅ toṛ na denā jī
ta: ham bhī to yahī kahte haiṅ, mūṇh moṛ na lenā jī
ga: dil toṛ na denā jī
ba: rahe saṅg pataṅg ke ḍorī, gorī gorī, gorī gorī, dillī dūr nahīṅ