Nigaahen kyon bhataktee hain, kadam kyon dagamgaate hain

निगाहें क्यों भटकती हैं, कदम क्यों डगमगाते हैं
Year
Language

निगाहें क्यों भटकती हैं, कदम क्यों डगमगाते हैं
हम ही तक हैं हर एक मंज़िल, चले आओ, चले आओ
तुम्हे हर मोड़ पर एक याद आईना दिखायेगी
ख़यालो मे हमारी ही कोई तस्वीर आयेगी
भूलाना हैं बहोत मुश्किल, चले आओ, चले आओ
ये कैसा दर्द हैं आँखो में कैसी सोगवारी हैं
जूनुन हो जायेगा एक दिन यही जो बेकरारी हैं
ये चाहत हैं बड़ी कातिल, चले आओ, चले आओ

nigāheṅ kyoṅ bhaṭaktī haiṅ, kadam kyoṅ ḍagamgāte haiṅ
ham hī tak haiṅ har ek maṅzil, chale āo, chale āo
tumhe har moṛ par ek yād āīnā dikhāyegī
khayālo me hamārī hī koī tasvīr āyegī
bhūlānā haiṅ bahot muśhkil, chale āo, chale āo
ye kaisā dard haiṅ āṇkho meṅ kaisī sogvārī haiṅ
jūnun ho jāyegā ek din yahī jo bekrārī haiṅ
ye chāhat haiṅ baṛī kātil, chale āo, chale āo