Neend churaake raaton men tumne baaton baaton men

नींद चुराके रातों में तुमने बातों बातों में
Year
Language

(आशा: नींद चुराके रातों में, तुमने बातों बातों में
देखो बात बदल दी है
किशोर: हम फिर बात बदल देंगे, आज नहीं दिल कल देंगे भाई
ऐसी भी क्‌या जलदी है, अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है - 2 ) - 2

आशा: (रात बीती सारी, ज़ालिमा में हारी
तुम क्‌या जानो, अंग अंग मेरा फूँक गई चिंगारी रे ) - 2
आग लगा बरसातों में, तुमने बातों बातों में
देखो बात बदल दी है

किशोर: हम फिर बात बदल देंगे, आज नहीं दिल कल देंगे भाई
ऐसी भी क्‌या जलदी है, अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है
अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है

आशा: आ…, (दूर बहुत रह बैठी - 2
तुमको जो कहना था मुझे, मैं तुमसे कह बैठी रे ) - 2
हाथ पकड़के हाथों में, तुमने बातों बातों में
देखो बात बदल दी है

किशोर: हम फिर बात बदल देंगे, आज नहीं दिल कल देंगे भाई
ऐसी भी क्‌या जलदी है, अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है
अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है

आशा: अर्रे, अर्रे, नींद चुराके रातों में, तुमने बातों बातों में
देखो बात बदल दी है

किशोर: हम फिर बात बदल देंगे, आज नहीं दिल कल देंगे भाई
ऐसी भी क्‌या जलदी है, अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है
अर्रे, ऐसी भी क्‌या जलदी है

(āśhā: nīṅd churāke rātoṅ meṅ, tumne bātoṅ bātoṅ meṅ
dekho bāt badal dī hai
kiśhor: ham phir bāt badal deṅge, āj nahīṅ dil kal deṅge bhāī
aisī bhī k‌yā jaldī hai, arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai - 2 ) - 2

āśhā: (rāt bītī sārī, zālimā meṅ hārī
tum k‌yā jāno, aṅg aṅg merā phūṇk gaī chiṅgārī re ) - 2
āg lagā barsātoṅ meṅ, tumne bātoṅ bātoṅ meṅ
dekho bāt badal dī hai

kiśhor: ham phir bāt badal deṅge, āj nahīṅ dil kal deṅge bhāī
aisī bhī k‌yā jaldī hai, arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai
arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai

āśhā: ā…, (dūr bahut rah baiṭhī - 2
tumko jo kahnā thā mujhe, maiṅ tumse kah baiṭhī re ) - 2
hāth pakaṛke hāthoṅ meṅ, tumne bātoṅ bātoṅ meṅ
dekho bāt badal dī hai

kiśhor: ham phir bāt badal deṅge, āj nahīṅ dil kal deṅge bhāī
aisī bhī k‌yā jaldī hai, arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai
arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai

āśhā: arre, arre, nīṅd churāke rātoṅ meṅ, tumne bātoṅ bātoṅ meṅ
dekho bāt badal dī hai

kiśhor: ham phir bāt badal deṅge, āj nahīṅ dil kal deṅge bhāī
aisī bhī k‌yā jaldī hai, arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai
arre, aisī bhī k‌yā jaldī hai