Neelaa aasmaan so gayaa

नीला आसमां सो गया
Work
Year
Language

नीला आसमां सो गया

ओंस बरसे, रात भीगे, होंठ थर्राए
धड़कनें कुछ कहना चाहे, कह नहीं पाए
हवा का गीत मध्यम है, समय की चाल भी कम है

मेरी बाहों में शरमाते, लजाते, ऐसे तुम आए
की जैसे बादलों में चाँद धीरे धीरे आ जाए
ये तनहाई ये मैं और तुम, जमीं भी हो गई गुमसूम

nīlā āsmāṅ so gayā

oṅs barse, rāt bhīge, hoṅṭh tharrāe
dhaṛakneṅ kuchh kahnā chāhe, kah nahīṅ pāe
havā kā gīt madhyam hai, samay kī chāl bhī kam hai

merī bāhoṅ meṅ śharmāte, lajāte, aise tum āe
kī jaise bādloṅ meṅ chāṇd dhīre dhīre ā jāe
ye tanhāī ye maiṅ aur tum, jamīṅ bhī ho gaī gumsūm