नीला आसमाँ सो गया
ओ
ओस बरसे रात भीगे होंठ थर्राये
धड़कनें कुछ कहना चाहे कह नहीं पाये
हवा का गीत मद्धम है
समय की चाल भी कम है
नीला आसमाँ सो गया
ओ
मेरी बाँहों में शरमाके लजाके ऐसे तुम आये
कि जैसे बादलों में चाँद धीरे धीरे आ जाये
ये तनहाई, ये मैं और तुम
ज़मीं भी हो गयी गुमसुम
नीला आसमाँ सो गया
nīlā āsmāṇ so gayā
o
os barse rāt bhīge hoṅṭh tharrāye
dhaṛakneṅ kuchh kahnā chāhe kah nahīṅ pāye
havā kā gīt maddham hai
samay kī chāl bhī kam hai
nīlā āsmāṇ so gayā
o
merī bāṇhoṅ meṅ śharmāke lajāke aise tum āye
ki jaise bādloṅ meṅ chāṇd dhīre dhīre ā jāye
ye tanhāī, ye maiṅ aur tum
zamīṅ bhī ho gayī gumsum
nīlā āsmāṇ so gayā