नी बलिये रुत है बहार की ... कुछ मत पूछो कैसे बीतीं
को: नी बलिये रुत है बहार की
सुन चनवे रुत है बहार की
ल: कुछ मत पूछो कैसे बीतीं घड़ियाँ इंतज़ार की
मु: नी बलिये रुत है बहार की
ल: सुन चनवे रुत है बहार की
आख़िर सुन ली मनमोहन ने मेरे मन की बोली ओ
मु: अब जाकर हमको पहचानीं उनकी नज़रें भोली -2
ल: सखी घड़ी आ गई मेरे सिंगार की
को: सोहल सिंगार की
मु: नी बलिये रुत है बहार की
ल: सुन चनवे रुत है बहार की
कुछ मत पूछो …
दिल ने कहा तेरा सपना झूठा मैने कहा सच होगा
मु: हम पहले दिन जान जान गए थे कैसे क्या कब होगा
ल: सुन लो ये सरगम दिल के सितार की
को: दिल के सितार की
मु: नी बलिये रुत है बहार की
ल: सुन चनवे रुत है बहार की
कुछ मत पूछो …
मु: रात-रात भर सोचा तुमको कैसे पास बुलाऊँ
ल: द्वार खड़े तुम लाज लगे अब सामने कैसे आऊँ
मु: कभी इकरार की कभी इन्कार की
को: कभी इन्कार की
मु: नी बलिये रुत है बहार की
ल: सुन चनवे रुत है बहार की
कुछ मत पूछो …
ko: nī baliye rut hai bahār kī
sun chanve rut hai bahār kī
la: kuchh mat pūchho kaise bītīṅ ghaṛiyāṇ iṅtazār kī
mu: nī baliye rut hai bahār kī
la: sun chanve rut hai bahār kī
ākhir sun lī manmohan ne mere man kī bolī o
mu: ab jākar hamko pahchānīṅ unkī nazreṅ bholī -2
la: sakhī ghaṛī ā gaī mere siṅgār kī
ko: sohal siṅgār kī
mu: nī baliye rut hai bahār kī
la: sun chanve rut hai bahār kī
kuchh mat pūchho …
dil ne kahā terā sapnā jhūṭhā maine kahā sach hogā
mu: ham pahle din jān jān gae the kaise kyā kab hogā
la: sun lo ye sargam dil ke sitār kī
ko: dil ke sitār kī
mu: nī baliye rut hai bahār kī
la: sun chanve rut hai bahār kī
kuchh mat pūchho …
mu: rāt-rāt bhar sochā tumko kaise pās bulāūṇ
la: dvār khaṛe tum lāj lage ab sāmne kaise āūṇ
mu: kabhī ikrār kī kabhī inkār kī
ko: kabhī inkār kī
mu: nī baliye rut hai bahār kī
la: sun chanve rut hai bahār kī
kuchh mat pūchho …