नज़र फेरो न हमसे हम हैं तुम पर मरने वालों में
जी: नज़र फेरो न हमसे
हम हैं तुम पर
मरने वालों में
नज़र फेरो न हमसे -2
हम हैं तुम पर
मरने वालों में
हमारा नाम भी लिख लो
मोहब्बत करने वालों में -2
श: ( जहाँ नज़रें मिलीं
बोले के हम हैं मरने वालों में ) -2
बनावट ही बनावट है
मोहब्बत करने वालों में -2
जी: ओ
तुम्हारी शोख़ियों को दिल मेरा
नाकाम कर देगा
आं
सुना कर प्यार के नगमें
तुम्हें बदनाम कर देगा
हाँ
अजी ये दिल नहीं छिप-छिप के
आहें भरने वालों में
हमारा नाम भी लिख लो
मोहब्बत करने वालों में -2
श: वही दिल है जो इस दुनिया में
अपना नाम कर जाये
मुहब्बत क्या करेगा वो
जो बदनामी से डर जाये
हाँ
नहीं हम आपकी इन धमकियों से
डरने वालों में
बनावट ही बनावट है
मोहब्बत करने वालों में -2
jī: nazar phero na hamse
ham haiṅ tum par
marne vāloṅ meṅ
nazar phero na hamse -2
ham haiṅ tum par
marne vāloṅ meṅ
hamārā nām bhī likh lo
mohabbat karne vāloṅ meṅ -2
śha: ( jahāṇ nazreṅ milīṅ
bole ke ham haiṅ marne vāloṅ meṅ ) -2
banāvaṭ hī banāvaṭ hai
mohabbat karne vāloṅ meṅ -2
jī: o
tumhārī śhokhiyoṅ ko dil merā
nākām kar degā
āṅ
sunā kar pyār ke nagmeṅ
tumheṅ badnām kar degā
hāṇ
ajī ye dil nahīṅ chhip-chhip ke
āheṅ bharne vāloṅ meṅ
hamārā nām bhī likh lo
mohabbat karne vāloṅ meṅ -2
śha: vahī dil hai jo is duniyā meṅ
apnā nām kar jāye
muhabbat kyā karegā vo
jo badnāmī se ḍar jāye
hāṇ
nahīṅ ham āpkī in dhamkiyoṅ se
ḍarne vāloṅ meṅ
banāvaṭ hī banāvaṭ hai
mohabbat karne vāloṅ meṅ -2