नज़र ने नज़र से क्या कहा ... मेरी जां ये बता
नज़र ने नज़र से क्या कहा मेरी जां मेरी जां ये बता
कहूँ क्या नज़र ने क्या कहा आती है मुझको हया
जो है मेरे दिल में वही तेरे दिल में एक बार कह दे तू हाँ
नज़र ने नज़र से क्या कहा …
हो जागे हैं अरमां जान ले जान-ए-जां
अरे जानूं ना -3
कर दे एक एहसान मान ले जान-ए-जां
मानूं ना
पहले वफ़ा का इकरार कर ले हाज़िर है फिर मेरी जां
नज़र ने नज़र से क्या कहा …
वादा कर ये हाथ से हाथ छूटे ना
ना छूटेगा -3
साथ रहें दिन रात साथ ये छूटे ना
ना छूटेगा
उल्फ़त में तेरी चाहत में तेरी
ठुकरा दूँ सारा जहाँ
नज़र ने नज़र से क्या कहा …
nazar ne nazar se kyā kahā merī jāṅ merī jāṅ ye batā
kahūṇ kyā nazar ne kyā kahā ātī hai mujhko hayā
jo hai mere dil meṅ vahī tere dil meṅ ek bār kah de tū hāṇ
nazar ne nazar se kyā kahā …
ho jāge haiṅ armāṅ jān le jān-e-jāṅ
are jānūṅ nā -3
kar de ek ehsān mān le jān-e-jāṅ
mānūṅ nā
pahle vafā kā ikrār kar le hāzir hai phir merī jāṅ
nazar ne nazar se kyā kahā …
vādā kar ye hāth se hāth chhūṭe nā
nā chhūṭegā -3
sāth raheṅ din rāt sāth ye chhūṭe nā
nā chhūṭegā
ulfat meṅ terī chāhat meṅ terī
ṭhukrā dūṇ sārā jahāṇ
nazar ne nazar se kyā kahā …