नज़र न लग जाए किसी की राहों में
नज़र न लग जाए किसी की राहों में
छुपा के रख लूँ आ तुझे निगाहों में
तू खो न जाए
o my love
नज़र न लग जाए …
देखकर तेरी तरफ़ बहार आज हो रही है बेक़रार
छू रहे हैं फूल यूँ तुझे जैसे हो इन्हें भी तुझसे प्यार
ये हो न जाए
o my love
नज़र न लग जाए …
ऐ मेरी हसीन दुलरुबा मेरे दिल में छुप के बैठ जा
तुझमें मुझमें फ़र्क ना रहे आ क़रीब आ क़रीब आ
तू खो न जाए
o my love
नज़र न लग जाए …
सामने जो एक तू न हो दिल में कोई आरज़ू न हो
मंज़िलें हज़ार हों मगर मंज़िलों की जुस्तजू न हो
ये हो न जाए
o my love
नज़र न लग जाए …
nazar na lag jāe kisī kī rāhoṅ meṅ
chhupā ke rakh lūṇ ā tujhe nigāhoṅ meṅ
tū kho na jāe
o my love
nazar na lag jāe …
dekhkar terī taraf bahār āj ho rahī hai beqrār
chhū rahe haiṅ phūl yūṇ tujhe jaise ho inheṅ bhī tujhse pyār
ye ho na jāe
o my love
nazar na lag jāe …
ai merī hasīn dulrubā mere dil meṅ chhup ke baiṭh jā
tujhmeṅ mujhmeṅ fark nā rahe ā qarīb ā qarīb ā
tū kho na jāe
o my love
nazar na lag jāe …
sāmne jo ek tū na ho dil meṅ koī ārazū na ho
maṅzileṅ hazār hoṅ magar maṅziloṅ kī justjū na ho
ye ho na jāe
o my love
nazar na lag jāe …