Nazar mil gaee jaane kis kee nazar se

नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से
Work
Year
Language

नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से - 2
ढड़कने लगा दिल मोहब्बत के डर से-2
नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से

उठी हूँ कि यूँ आज पहलू में जैसे
पहलू में जैसे - 2
उठी हूँ कि यूँ आज पहलू में जैसे
कोई चीज़ टकरा गई है जिगर से - 2
जाने किस की नज़र से
नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से
ढड़कने लगा दिल मोहब्बत के डर से
नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से

कोई जाने वाले की हिम्मत तो देखे
हिम्मत तो देखे - 2
कोई जाने वाले की हिम्मत तो देखे
मुझी को चुरा ले गया मेरे घर से - 2
जाने किस की नज़र से
नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से
ढड़कने लगा दिल मोहब्बत के डर से
नज़र मिल गई जाने किस की नज़र से

nazar mil gaī jāne kis kī nazar se - 2
ḍhaṛakne lagā dil mohabbat ke ḍar se-2
nazar mil gaī jāne kis kī nazar se

uṭhī hūṇ ki yūṇ āj pahlū meṅ jaise
pahlū meṅ jaise - 2
uṭhī hūṇ ki yūṇ āj pahlū meṅ jaise
koī chīz ṭakrā gaī hai jigar se - 2
jāne kis kī nazar se
nazar mil gaī jāne kis kī nazar se
ḍhaṛakne lagā dil mohabbat ke ḍar se
nazar mil gaī jāne kis kī nazar se

koī jāne vāle kī himmat to dekhe
himmat to dekhe - 2
koī jāne vāle kī himmat to dekhe
mujhī ko churā le gayā mere ghar se - 2
jāne kis kī nazar se
nazar mil gaī jāne kis kī nazar se
ḍhaṛakne lagā dil mohabbat ke ḍar se
nazar mil gaī jāne kis kī nazar se