Nazar laage raajaa tore bangle par

नज़र लागे राजा तोरे बंगले पर्
Work
Year
Language

नज़र लागे राजा तोरे बंगले पर

जो मैं होती राजा बन की कोयलिया
कुहुकु रहती राजा तोरे बंगले पर

जो मैं होती राजा कारी बदरिया
बरस रहती राजा तोरे बंगले पर

जो मैं होती राजा बेला चमेलिआ
लिपट रहती राजा तोरे बंगले पर

जो मैं होती राजा तेरी दुल्हनिया
मटक रहती राजा तोरे बंगले पर्

nazar lāge rājā tore baṅgle par

jo maiṅ hotī rājā ban kī koyliyā
kuhuku rahtī rājā tore baṅgle par

jo maiṅ hotī rājā kārī badriyā
baras rahtī rājā tore baṅgle par

jo maiṅ hotī rājā belā chameliā
lipaṭ rahtī rājā tore baṅgle par

jo maiṅ hotī rājā terī dulhniyā
maṭak rahtī rājā tore baṅgle par