Naynon men naynaa mat daalo

नयनों में नयना मत डालो
Work
Year
Language

( नयनों में नयना मत डालो
हो जी बलम तुम्हें मेरी क़सम ) -2

ये दिलवालों की तोली
तकती है मेरी चोली
मैं सबसे आँख-मिचोली खेलूँ
खेलूँ हाँ खेलूँ

हाँ नयनों में नयना मत डालो
हो जी बलम तुम्हें मेरी क़सम

बेदर्द जवानी आई
दुनिया ने ठोकर खाई
मैं हँस के इक अंगड़ाई ले लूँ
ले लूँ हाँ ले लूँ

हाँ नयनों में नयना मत डालो
हो जी बलम तुम्हें मेरी क़सम

निगाहों से मुसकाते
भरे वे रूप (?) दिखाते
फूलों का गेंद बना के खेलूँ
खेलूँ हाँ खेलूँ

हाँ नयनों में नयना मत डालो
हो जी बलम तुम्हें मेरी क़सम्

( naynoṅ meṅ naynā mat ḍālo
ho jī balam tumheṅ merī qasam ) -2

ye dilvāloṅ kī tolī
taktī hai merī cholī
maiṅ sabse āṇkh-micholī khelūṇ
khelūṇ hāṇ khelūṇ

hāṇ naynoṅ meṅ naynā mat ḍālo
ho jī balam tumheṅ merī qasam

bedard javānī āī
duniyā ne ṭhokar khāī
maiṅ hṇs ke ik aṅgaṛāī le lūṇ
le lūṇ hāṇ le lūṇ

hāṇ naynoṅ meṅ naynā mat ḍālo
ho jī balam tumheṅ merī qasam

nigāhoṅ se muskāte
bhare ve rūp (?) dikhāte
phūloṅ kā geṅd banā ke khelūṇ
khelūṇ hāṇ khelūṇ

hāṇ naynoṅ meṅ naynā mat ḍālo
ho jī balam tumheṅ merī qasam