नशीली रात है ... लो आयी मिलन की रात सुहानी रात्
नशीली रात है सारे चिराग़ गुल कर दो
ख़ुशी की रात में क्या काम जलने वालों का
लो आयी मिलन की रात सुहानी रात -2
नैनों से किसी के नैन मिले हाथों में किसी का हाथ
लो आयी मिलन की …
देने को मुबारकबाद तुम्हें ये चाँदनी दर पर आ ही गई
होँठों पे वफ़ा के गीत लिए इक चन्द्र किरन शरमा ही गई
जीवन में कितने रंग भरे ये मेहंदी वाले हाथ
लो आयी मिलन की …
दुनिया ने तो क्या-क्या नज़र दिया दुल्हन को चमकता नज़राना
हम दिल का शगूफ़ा लाए हैं अनमोल है ये तो दीवाना
कर लीजिए क़ुबूल इस दिल को रह जाएगी अपनी बात
लो आयी मिलन की …
naśhīlī rāt hai sāre chirāġh gul kar do
khuśhī kī rāt meṅ kyā kām jalne vāloṅ kā
lo āyī milan kī rāt suhānī rāt -2
nainoṅ se kisī ke nain mile hāthoṅ meṅ kisī kā hāth
lo āyī milan kī …
dene ko mubārakbād tumheṅ ye chāṇdnī dar par ā hī gaī
hoṇṭhoṅ pe vafā ke gīt lie ik chandr kiran śharmā hī gaī
jīvan meṅ kitne raṅg bhare ye mehaṅdī vāle hāth
lo āyī milan kī …
duniyā ne to kyā-kyā nazar diyā dulhan ko chamaktā nazrānā
ham dil kā śhagūfā lāe haiṅ anmol hai ye to dīvānā
kar lījie qubūl is dil ko rah jāegī apnī bāt
lo āyī milan kī …