नशे में हम नशे में तुम
क्या ख़बर दिल किधर हो गया है ग़ुम
नशे में हम …
नज़र-नज़र हसीं है टपक रहा है रस
जो एक दिल गया तो क्या तुम्हें मिलेंगे दस
क्या ख़बर दिल किधर …
तुम्हारा दिल अरे कहीं लटक न गया हो
जवान था इधर-उधर भटक न गया हो
क्या ख़बर दिल किधर …
हमारा क्या जो तुम कहो वो बात मान लें
ख़फ़ा न हो तो अपना दिल तुम्हीं को जान लें
क्या ख़बर दिल किधर …
naśhe meṅ ham naśhe meṅ tum
kyā khabar dil kidhar ho gayā hai ġhum
naśhe meṅ ham …
nazar-nazar hasīṅ hai ṭapak rahā hai ras
jo ek dil gayā to kyā tumheṅ mileṅge das
kyā khabar dil kidhar …
tumhārā dil are kahīṅ laṭak na gayā ho
javān thā idhar-udhar bhaṭak na gayā ho
kyā khabar dil kidhar …
hamārā kyā jo tum kaho vo bāt mān leṅ
khafā na ho to apnā dil tumhīṅ ko jān leṅ
kyā khabar dil kidhar …